
Kar Na Sake Hum Pyaar Ka Sauda,
Kimat hi Kuch Aisi Thi,
Jeeti Hui Bazi Har Gaye Hum,
Baat Hi Kuch Aise Dosti Ki Thi
HII NILESH GOOD LINE YAAR.
"Ulfat mein kabhi yeh bhi hota hai, Ankhen hasti hai magar dil
rota hai, Mante hai hum jise manzil apni, Humsafar uska koi aur bhi
hota hai."
"cul is dunia ma hum hogay humari batay ho gi..
kabhi hasny wali kabhi rulanay wali yaday ho gi..ek hum na ho gay tari
mafil ma dost mager kuch puranay kuch nay logo sa mulakatay ho gi..
dunday gi jab nazray tho parchai takk nahi ho gi..mur ka dakho gay waha
tunah raha ho ho gi.. ek roze tumary sath dum tur day gi hum say wa
basta jo jo taman nay ho gi..labo pay muskarahat ho gi na charay pa koi
kuchi humay ruksat kartay hoya suskio bari ahay ho gi..tum tho aklay
hi chay jay gay chor ka tara sath mager .. sath humary taray duaway ho gi."